Showing posts with label fake love sms. Show all posts
Showing posts with label fake love sms. Show all posts

Thursday, September 12, 2013

Ladti hai nigahe par koi takrar nahi hai


लड़ती  है निगाहे पर कोई तकरार नहीं है
करती तो है मुझसे प्यार वो भी
पर उस सावन के मौसम का इकरार नहीं है
छोड़ दिया घर छोड़ दी दुनिया छोड़ दिये दोस्त
और आज छोड़ रहा हूँ ज़िंदगी भी
कौन कहता है मुझे उससे प्यार नहीं है…


Ladti hai nigahe par koi takrar nahi hai
karti to hai mujhse pyaar wo bhi
par us saawan ke mausam ka ikrar nahi hai
chhod diya ghar chhod di duniya chhod diye dost
aur aaj chhod raha hun zindagi bhi
kaun kehta hai mujhe usse pyaar nahi hai…

Saturday, May 4, 2013

Roop Se Aksar Pyar Nahi Hota

Roop sse akssar pyaar naahi hotaa,
Mancchahaa sapnaa saakkar naahi hotaa,
Haar kissi paar mat mar mitnaa meree dosst,
Haar kissi kee dil meein sachaa pyaar naahi hotaa.

Sunday, April 28, 2013

Hum Teri Yad Se Khud Ko Bacha Na Sake



Humm terri yad sse khud ko bachaa na sake.
Aur teeri mahobbat ko chupaa na saake.

Ye bhi maloom he k paa na sakenge tumhe,
Magr phir b umeed k diye ko bujha na sake.

Kitni hassrat hee ke keh doon, tumm binn jee naahi sakte.
Magar samne tere hum nazrein utha na sake.

Tum b tu jan kar hi anjan se ban gaye.
Aur hum b tumhe haal-e-dil bata na sake.

Laakh koshish ki dil ne, k bhol jaon tujhe.
Magr ik sham b tumhe hm bhula na sake...


Wednesday, April 24, 2013

Jindagi Bahut Kuch Sikhati Hai



Jindaagi baahut kucch sikhaati haai,
Kabhhi hassati haai kabhhi rulaati haai,
Khudd sse bhhi jyaadaa kissi parr visshwassh maat karnaa,
Kyuuki andheree meinn tohh parchaai bhhi saathh chhod jaati haai

Friday, April 19, 2013

Always Love To Person Heart Not A Face



Boy : - Mein Tumsse Pyaar Kartaa Hu...
Girl : - Mujhee Lagataa Haai Tumnee Meri Dost Koo Nahhi Dekhee.
Woo Mujhsse Bhhi Jadaa Sundeer Haai 
Boy : - Kahaa Haai Woo.
Girl : - Tumharee Pichhee (Ladka Achnak Pichee Mudd Kee Dekhta Hai Aurr Boltaa Haai )
Boy : - Koi Nahhi Hai...
Girl : - Agaar Tumm Mujhsse Pyaar Kartee Too Tumm Pichhee Mud Ke Kabhi Nahhi Dekhte...